Jismani Kamzori Ka Ilaj Unique Beauty

Maniskincare
0

Jismani Kamzori Ka Ilaj In Urdu Health & Beauty Tips Desi Totka Home Made.


Jismani Kamzori Ka Ilaj Unique Beauty.

Mardana kamzori ka ilaj
Jismani Kamzori Ka Ilaj.

Hey Friend's I Am Muhammah Usman Kaisay Ho Ap Sab Log Dear Friend's Agar Apkay Jisam Main Dard Hai Jisam Main Thkawat Hai Ya Aap Ko Kamzori Hai Koi Bhi Kam Achy Say Nahi Kar Saktay Susti or Kahli Ka Shikar Hain To Aaj Kay Bad Bilkul Apki Pareshani Khatam.

Q Kay Ham Ap Kay Liaye Lay Aye Hain Bohat Hi Zabardast Or Azmoda Totka Jis Ko Ap Ghar Bethay Hi Tiyar Kar Saktay Hain Kisi Kisam Kay Doctar Kay Pass Jany Ki Zarorat Nahi Hai.

Hamari Is Remdie Par Ap Amal Kary InshAllah Dino Main Hi Dekhty Dekhty Apki Pareshani Khatam Ho Jaye Gi Post Ko Achay Say Read Karna Koi Chiz Mis Na Ho Jaye.

Pichly Pan Main Ap Nojawan Nazar Aye Gay Sehat Mand Is Totkay Ka Materials Apko Kisi Bhi Pansar Satore Say Easily Avail Ho Jaye Ga.


Materials.


1-200g Badam Guli (Almond)

2-100g Siab Murabba (Apple Muraba)

3-100g Behi Ka Murabba (Safarjal Murabba)

4-100g Amla Murabba (Amla Muraba)

5-Chandi Vark 50Varq (Silvar Vark)


Making Tarkeb.


Mardana Kamzori ka ilaj
Jismani Kamzori Ka Ilaj.

Jismani kamzori ka ilaj Sab Say Pahlay Badam Ka Achay Say Paste Bnana Hai Or Bna Kay Ik Bartan Main Side Kar Lay Or Bad Main 3no Murabby Ko Achy Tariqay Say Crush Kar Lain Powder Bna Lay Or Badam Ka Paste Us Main Dal Dain.

Achi Tarah Say Mix Karna Hai Badam Kay Paste Or Murabbay Ko Mixture Bana Kay Kisi Dabbay Main Dal Lain Or Is Main 50 Chandi Kay Varq Dalny Hain Apki Majon Totka Tiyar Ho Jaye Ga.

Ap Is MAJON Ko 1,Month Ka Liaye Fridge Main Store Bhi Kar Sakty Hain.


Istamal Ka Tariqa.


Rat (Night) Sonay Say Pahly Ik Spoon Apny Majon Ki Khani Hai Or Sath Main Ik Glass Fresh Dodh Bhi Pena Hai Kamzori Ka Ilaj Kay Liaye Allah Pak Kay Fazal O Karam Say Bohat Jald Apko Is Totkay Say Faida Milay Ga.


Agar Apko Hamary Is Totky Say Faida Ponchy To Dosto Kay Sath Zaror Share Kary Or Hammy Bhi Apna Feedback Lazmi Dain Or Hammy Follow Bhi Kary.


Like Share & Comment...!

Post a Comment

0 Comments
Post a Comment (0)

#buttons=(Accept !) #days=(20)

Our website uses cookies to enhance your experience. Learn More
Accept !
To Top