Kan Kay Dard Ka Ilaj In Urdu || Ear Pain Tips By Mani Skin Care Desi Home Made Tips At Home.
Kan Kay Dard Ka Ilaj In Urdu || Ear Pain
Ear Pain. |
Ap Logo Ko Kisi Bhi Doctar Ya Hakem Sahab Kah Pass Jany Ki Ab Koi Zarorat Nahi.
To Chaly Dosto Aj Kay Totkay Ki Taraf Article Ko Follow Kary Or Ap Apnay Ghr Main Beth Kar Hi Tiyar Kary Iskay Liaye Kia Chez Chahiye Ho Gi Apko Or Banany Ka Tariqa Sab Kuch Is Article Main Btata Hon Apko.
▶Materialls.
1-Sarso Ka Tel 50,Gram
2-Lehsan 6,pcs
3-Long 6,pcs
4-Rattan Jot 1,tea spoon
▶Banany Ka Tariqa.
Ear Pain. |
Sab Say Pahlay Koi Bartan Ya Karahai Lay Lain Or Sarso Kay Tel Ko Us Main Achay Say Garam Kar Lain Or Bad Main Lehsan Long & Rattan Jor Add Kar Dain.
Achay Say Sab Chezo Ko Bhon Lay Kuch Is Tariqay Say Jo Nechy Picture Main Dikhaya Gya Tel Ko Thanda Kary Bad Main Achay Say Chan Lain Or Tel Ko Kisi Jar Wagera Main Fill Kar Lay Or Store Bhi Kar Lain.
▶Istamal Ka Tariqa
Kan me dard ka ilaj in urdu |
Apko Jab Bhi Kan Main Dard Ho Apnay Bas Sirf 1,2 Drops Kan Main Daly Allah Ky Fazal O Karam Say Apkay Kan Ka Dard Bilkul Khatam Ho Jaye Ga Bina Kisi Pareshani Kay.
Agar Apko Aj Ka Hamara Totka Pasand Aye To Apnay Dosto Kay Sath Zaror Share Kary Hamy Bhi Apna Feedback Lazmi Dain.
Ear Pain.
Like Share & Comment...!
Nice kmal ki remdie hai
ReplyDelete